Tagged: Bade-Chhote RSS Toggle Comment Threads | Keyboard Shortcuts

  • avatar

    Joker 9:51 pm on April 3, 2012 Permalink | Reply
    Tags: Bade-Chhote, , ,   

    Santa goes toilet

    Santa: main ek baar apne bathroom me susu karne gaya to waha sher tha

    Banta: phir kya hua…

    Santa: maine sher ko kaha… aap karlo, mera to nikal gaya!!

    ;-} :-{P

     
  • avatar

    Joker 2:00 pm on October 28, 2011 Permalink | Reply
    Tags: Bade-Chhote,   

    Bade: abe, saale tu kuchh karta nahi, dekh deewarein kitni gandi ho gayi, Ja paint lekar aa, paint karna hai deewaro par

    Chhote: ohh, paint karna hai

    Bade: haan, paint karna hai, jaa lekar aa

    (Chhote push ups karne lagta hai)

    Bade: abe tu yeh push ups kyun kar raha hai

    Chhote: mehnat kar raha hoon

    Bade: abe to mehnat kyun kar raha hai

    Chhote: abe mehnat hi to rang (paint) laayegi na… hahaha :-D

    Bade: Bakwas band kar.. :-x
    :-P

     
  • avatar

    Joker 9:30 pm on October 17, 2011 Permalink | Reply
    Tags: Bade-Chhote,   

    Bade: यार मैं सोच रहा हूँ.. शादी कर लूं

    Chhote: अबे पगला गया है क्या … घर से क्यूँ हाथ धोना चाहता है

    Bade: अबे शादी कर रहा हूँ, इसमें घर जाने से क्या मतलब..

    Chhote: अबे बीवी घर बेच देगी

    Bade: तू पागल हो गया है, वो घर क्यूँ बेचेगी

    Chhote: देख फूलवाली फूल बेचती है, सब्जीवाली सब्जी बेचती है, तो.. घरवाली घर नहीं बेचेगी? ;-) … hahaha :-D

    Bade: बकवास बंद कर! :-x

     
  • avatar

    Joker 9:44 am on October 13, 2011 Permalink | Reply
    Tags: Bade-Chhote, ,   

    Santa: Insan ko zindagi me koi bhi problem ho to kiske paas jaana chahiye?

    Banta: Farmer!

    Santa: Kyun?

    Banta: Kyunki uske paas ‘HAL’ hota hai ;-)

     
  • avatar

    Joker 10:20 pm on September 29, 2011 Permalink | Reply
    Tags: Bade-Chhote,   

    Chhote: Akshay Kumar bahut bada star hai na

    Bade: haan hai to..

    Chhote: but uski wife itni badi star nahi hai… jyada chali nahi

    Bade: nahi yaar, chali hai wo bhi, but uski shaadi ho gayi na

    Chhote: nahi wo baat nahi hai, sabko pata hai

    Bade: kisko pata hai

    Chhote: bachhe bachhe tak ko pata hai ki wo nahi chali

    Bade: wo kaise

    Chhote: abe tune wo poem nahi suni?.. twinkle twinkle little star.. :P

    Bade: Bakwas Band Kar :-x

    Chhote: hahhahah :D

     
  • avatar

    Joker 9:14 am on September 27, 2011 Permalink | Reply
    Tags: Bade-Chhote   

    Chhote: 1 question puchhun?

    Bade: nahin

    Chhote: sun to

    Bade: bol

    Chhote:ek Haathi aur ek cheeti chupa chupi khel rahe the… Cheeti jaakar mandir mein chup gayee. Phir bhi haathi ne usse dhoond liya.. bata kaise?

    Bade: nahin pata

    Chhote: arre buddhu! Kyunki haathi ne cheeti ke chappal mandir ke bahar dekh liye the.

    Bade: Bakwas Band Kar :-x

    :P

     
  • avatar

    Joker 10:22 am on September 21, 2011 Permalink | Reply
    Tags: Bade-Chhote,   

    Chhote: yaar yeh keri (kachcha aam) dekh, kaisa hai.. mujhe job pe lekar jana hai

    Bade: keri to achhci hai but iss keri ka karega kya job par

    Chhote: yaar achaar banana hai…

    Bade:kya :O

    Chhote: haan achar banana hai

    Bade:abe kaunse department me hai tu? :S

    Chhote: HR (ach aar) department me.. hahaha :D

    Bade:bakwas band kar! :-x

     
c
compose new post
j
next post/next comment
k
previous post/previous comment
r
reply
e
edit
o
show/hide comments
t
go to top
l
go to login
h
show/hide help
shift + esc
cancel