Ravan ko court laya gaya
aur kaha gaya…
‘Gita par haath rakho…’
Ravan chillaya… ‘Saala sita par hath rakha to itna lafda ho gaya…
aur ab gita pe… NO WAY’
:-p
Ravan ko court laya gaya
aur kaha gaya…
‘Gita par haath rakho…’
Ravan chillaya… ‘Saala sita par hath rakha to itna lafda ho gaya…
aur ab gita pe… NO WAY’
:-p
Santa: Oye, tu to Doctor ke paas jaane waala tha, kya hua?
Banta: Yaar kal jaaunga, aaj thodi tabiyat kharab hai….!
Teacher: Why r u stressed?
Did you forget your
roll no?
pen?
calculator?
Student: oye chup karja…
Itthe main galat subject di parchi le aaya,
aur tenu pen pencil di padi hai!!
:-p
Khargosh ke 12th me aaye 85%, aur kachhue ke 55%!
Fir bhi kachhue ka admission college me ho gaya but khargosh ka nahi…
Batao kyun?
Socho?
Arey, Sports Quota!!
Kachhua bachpan me race jo jeeta tha ;-} :-{P
Ek sher arz kiya hai….
Zindagi ka maksad hai sabko pakana…
wah wah!
wah wah!
Zindagi ka maksad hai sabko pakana,
A for Apple, B for Banana…
;-} :-{p
Ghanta Singh road par potty kar raha tha…
Police aayi aur use pakad liya…
Jab police use le jane lagi to Ghanta Singh bola:
“O kanoon ke rakhwalo,
yeh Saboot to utha lo”
:-[D
Papa: ye kya, tumhare maths me keval 1 number aaya?
Beta: Jab iraado mein ho doguni chamak, to honslo me kyun nahi?
Papa: what?
Beta: Sirf 2 zeros ka farak hai papa, aa jayenge!
:-{p